Monday, December 14, 2009

Har ek aawaaz urdu ko fariyadi batati hai

Har ek aawaaz urdu ko fariyadi batati hai,
ye pagli phir bhi ab tak khud ko shehzaadi batati hai

kayi baate mohabbat sabko buniyadi batati hai,
jo pardaadi batati thi wahi daadi batati hai