Sunday, December 13, 2009

Har nami mein kuch kami

Har nami mein kuch kami
to rahegi,
Aankhein thodi shabnami
to rahegi,
Zindagi ko aap kitna bhi
sanwariye,
Bin hamare koi na koi kami
to rahegi…