shayari
Wednesday, April 27, 2011
Ajnabi
Ab apke liye ajnabi hum ho gaye hai,
baato ke silsile bhi kam ho gaye hai,
khushiyon se zyada ghum ho gaye hai,
kya pata ye waqt bura hai ya
bure hum ho gaye hai....
Newer Post
Older Post
Home